Wednesday, 2 July 2014

Teri Galiyan -New best love poem of the year



Socha na ta Kabhi Hum bhi pyaar karenge,
Kisi  k liye yun bekarar rahenge,
Unki aankho  me yun kho jayenge,
Unke chehre ko yun dil me basayenge,
Unke Muskurahat pe hum yun kurban honge,
Unke ek jhalak k liye hum yun intezar karenge,
Unke labo pe yun humara naam hoga,
Unke chune se hum yun sharma jayenge,
Na jane kya zadu hai unke ek nazar me ,
Jo kabhi na socha tha  wo hum kar baite,
Haan!!  hum pyaar kar baite,
Duniya ka sabse haseen gunaah kar baite,
Is dil ko kaise roku teri galiyon me jane se
jab tum humse yun pehli bar mile te,
Ab kaise roku me aapne aap ko, tum hi bata do,

No comments:

Post a Comment